what is seo?A beginner's guide in urdu for freelancers

SEARCH ENGINE OPTIMIZATION FOR BEGINNERS SEO in urdu assalamu alikum aaj hum baat krenge ek aise skill ke bare mein jo freelancing mein bohot important hai-jiska naam hai SEO(search engine optimization) what is SEO? seo ka mtlb hai SEARCH ENGINE OPTIMIZATION yeh ek technique hai jiske zariye ksi website ya content ko google jaise search engine mein top par laate hain jab aap google par kuch search karte ho,toh aap chaahte ho ke aapni website ya blog sab se pehle dikhe bas yhi kam SEO krta hai. FREELANCING SEO 💼 Freelancing Mein SEO Ka Kya Faida Hai? Agar aap freelancing platforms jaise Fiverr, Upwork ya Freelancer pe kaam karna chahte ho, toh SEO ek high-demand skill hai. Clients chahte hain: Unki website Google par top pe aaye Zyada traffic aaye (visitors) Sales ya conversions barh jayein Agar aap SEO seekh jaate ho, toh aap: Freelance gigs le sakte ho Apni blog/website bhi grow kar sakte ho Digital marketing agencies mein job bhi le sakte ho --- 🔧 SEO ke 2 Main Types: 1. On-Pa...